Lakhon Ki Taqdeeren – Mere Shirdi Ke Sai Baba Hain Ishwar Ke Avtar

Muje Charno Se Laga Le - Mere Shirdi Ke Sai Baba Hain Ishwar Ke Avtar

Previously Shared

Introduction

Sharing the last and twelfth track of the Album – Mere Shirdi Ke Sai Baba Hain Ishwar Ke Avtar sung by Rana Gill.

Lyrics

Lakhon Ki Taqdeeren, 
Jisne Chamakaaye Hai
Jisne Chamakaaye Hai 
(in the background)
Lakhon Ki Taqdeeren,
Jisne Chamakaaye Hai (x2)
Shirdi Mein Woh Baithe, 
Shirdi Mein Woh Baithe Baithe Mere Sai Hain
Lakhon Ki Taqdeeren, 
Jisne Chamakaaye Hai (x2)
-music-

Kalyug Ke Dukhiyaaron Ko Mere Sai Gale Lagaate, 
Lekar Apni Sharan Mein Unke Soye Bhagya Jagaate (x2)
Jinke Charno Mein Har Pal Haan, 
Jinke Charno Mein
Jinke Charno Mein Har Pal Jhukti Yeh Khudaayi Hai
Shirdi Mein Woh Baithe,
Baithe Mere Sai Hain (x2)
Lakhon Ki Taqdeeren Jisne Chamakaaye Hai
-music-

Sai Aapki Kare Vibhuti Bhakton Ka Kalyan, 
Apne Haathon Se Dhuni Jalaakar Kiya Jiska Nirmaan
-music-
Sai Aapki Kare Vibhuti Bhakton Ka Kalyan, 
Dwarakamayee Mein Dhuni Jalaakar Kiya Jiska Nirmaan
Sab Rogon Ki Adbut Jisne, 
Sab Rogon Ki
Sab Rogon Ki Adbut Jisne Davah Banaayee Hai
Shirdi Mein Woh Baithe,
Baithe Mere Sai Hain (x2)
Lakhon Ki Taqdeeren Jisne Chamakaaye Hai
-music-

Ban Gayaa Shirdi Dhaam Niraala Paakar Sharan Tumhari, 
Teri Mahima Gaaye Gaaye Gaaye Duniya Saaree (x2)
Jis Ki Pal Bhar Sehna Paaye, 
Jis Ki Pal Bhar
Jis Ki Pal Bhar Sehna Paaye Raana Judai Hai
Shirdi Mein Woh Baithe,
Baithe Mere Sai Hain (x2)
Lakhon Ki Taqdeeren Jisne Chamakaaye Hai (x2) 
लाखों की तक़दीरें, 
जिसने चमकाई है
जिसने चमकाई है 
(in the background)
लाखों की तक़दीरें, 
जिसने चमकाई है(x2)
शिर्डी में वो बैठे, 
शिर्डी में वो बैठे बैठे मेरे साई हैं
लाखों की तक़दीरें, 
जिसने चमकाई है (x2)
-music-

कलयुग के दुखियारों को मेरे साई गले लगाते, 
लेकर अपनी शरण में उनके सोये भाग्य जगाते (x2)
जिनके चरणों में हर पल हां, 
जिनके चरणों में
जिनके चरणों में हर पल झुकती ये खुदाई है
शिर्डी में वो बैठे, 
बैठे मेरे साई हैं (x2)
लाखों की तक़दीरें जिसने चमकाई है
-music-

साई आपकी करे विभूति भक्तों का कल्याण, 
अपने हाथों से धुनि जलाकर किया जिसका निर्माण
-music-
साई आपकी करे विभूति भक्तों का कल्याण, 
द्वारकामाई में धुनि जलाकर किया जिसका निर्माण
सब रोगों की अद्भुत जिसने, 
सब रोगों की
सब रोगों की अद्भुत जिसने दवाह बनाई है
शिर्डी में वो बैठे, 
शिर्डी में वो बैठे बैठे मेरे साई हैं (x2)
लाखों की तक़दीरें, जिसने चमकाई है
-music-

बन गया शिर्डी धाम निराला पाकर शरण तुम्हारी, 
तेरी महिमा गाये गाये गाये दुनिया सारी (x2)
जिस की पल भर सहना पाए, 
जिस की पल भर
जिस की पल भर सहना पाए राणा जुदाई है
शिर्डी में वो बैठे, 
शिर्डी में वो बैठे बैठे मेरे साई हैं (x2)
लाखों की तक़दीरें जिसने चमकाई है (x2) 

Download Link


© Shirdi Sai Baba BhajansMember of SaiYugNetwork.com

Hetal Patil
Hetal Patil
Articles: 131

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *